
Zamaane ne mujko kya dia hai
Maut ke aur kariib la dia hai
Kabhi mud ke jo peeche dekhta huin
Sochta hoon, duniya ne mujhko kya dia hai
Who jisne mohabbat ki baazi na kheli
Kya khaak zamaane mein who insaaan jia hai
Humaari tumhaari kuch alag baat hogi
Ishq toh duniya mein bahuton ne kiya hai
Bin piye jo main ladkhaada raha huin
Yeh aankhon ne teri bataa kya kia hai
Manzil ki tarah mein gaya tha musafir
Raaste ne khud usko bhatkaa dia hai
nice....really touching....
ReplyDelete